payaam aaye hai.n us yaar-e-bevafaa ke mujhe jise qaraar na aayaa kahii.n bhulaa ke mujhe nashe se kahuu.N to nahii.n yaad-e-yaar kaa aalam ke le u.Daa hai ko_ii dosh par havaa ke mujhe judaa_iyaa.N ho.n to aisii ki umr bhar na mile fareb to do zaraa sil_sile ba.Daa ke mujhe mai.n Khud ko bhuul chukaa tha magar jahaa.N vaale udaas chho.D gaye aa_iinaa dikhaake mujhe
Welcome to the Urdu Poetry Archive! Urdu poetry is like a vast ocean. Walking along its shores on the sands of time, I have gathered a few gems that I would like to share with you.
Pages
Popular Posts
-
Mirza Ghalib and Sir Syed Ahmed Khan Sir Syed Ahmed Khan 1855, Sir Syed Ahmed Khan finished his scholarly, well researched and ...
-
Aaraish-e-Jamal Se Faarig Nahi'n Hannuz Pesh-e-Nazar Hai Aainah Daaim Naqab mei'n Maange Hai Phir Kisi Ko Lab-e-Bam Par...
-
-
Khwaja Haider Ali 'Aatish' was born in 1778 in Faizabad. He died in 1846 in Lucknow. His poems are compiled under 'Deewan-e...
-
بے نام سے سپنے دِکھلا کر اے دل ہر جا نہ پِھسلا کر یہ دیس ہے اندھے لوگوں کا اے چاند یہاں نہ نکلا کر نہ ڈرتے ہیں نہ نادِم ہیں ہاں ک...
-
mar gayaa sadmah-e-yak-junbish-e lab se Ghalib naa-tavaani se hariif-e-dam-e-issi na hua ~Ghalib مر گیا صدمۂ یک جنبشِ لب سے غالب نا ت...
-
Aadat (Khoo) aadatan tum ne kar diye waade aadatan ham ne aitbaar kiyaa [Gulzar] aadat sii banaa lii hai tum ne to "Munir" ap...
-
Raha Gar Koi Ta Qayamat Salamat Phir Ik Roz Marna Hai Hazrat Salamat (GHalib)
-
-
Aate Hai'n Gaib Se Yeh Mazame'n Khayal Me'n Ghalib Sarir-e Khamah Nava-e Sarosh Hai (These themes come into my mind from t...
Friday, May 10, 2013
payaam aaye hai.n us yaar-e-bevafaa ke mujhe
Labels:
Ahmed Faraz
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment