badan me.n aag sii cheharaa gulaab jaisaaa hai ke zahar-e-Gam kaa nashaa bhii sharaab jaisaa hai kahaa.N vo qurb ke ab to ye haal hai jaise tere firaaq kaa aalam bhii Khvaab jaisaa hai magar kabhii ko_ii dekhe ko_ii pa.Dhe to sahii dil aa_iinaa hai to cheharaa kitaab jaisaa hai vo saamane hai magar tishnagii nahii.n jaatii ye kyaa sitam hai ke dariyaa saraab jaisaa hai [tishnagii=thirst, saraab=illusion/mirage ] 'Faraz' sang-e-malaamat se zaKhm zaKhm sahii hame.n aziiz hai Khaanaa_Kharaab jaisaa hai
Welcome to the Urdu Poetry Archive! Urdu poetry is like a vast ocean. Walking along its shores on the sands of time, I have gathered a few gems that I would like to share with you.
Pages
Popular Posts
-
Mirza Ghalib and Sir Syed Ahmed Khan Sir Syed Ahmed Khan 1855, Sir Syed Ahmed Khan finished his scholarly, well researched and ...
-
Aaraish-e-Jamal Se Faarig Nahi'n Hannuz Pesh-e-Nazar Hai Aainah Daaim Naqab mei'n Maange Hai Phir Kisi Ko Lab-e-Bam Par...
-
-
Khwaja Haider Ali 'Aatish' was born in 1778 in Faizabad. He died in 1846 in Lucknow. His poems are compiled under 'Deewan-e...
-
بے نام سے سپنے دِکھلا کر اے دل ہر جا نہ پِھسلا کر یہ دیس ہے اندھے لوگوں کا اے چاند یہاں نہ نکلا کر نہ ڈرتے ہیں نہ نادِم ہیں ہاں ک...
-
mar gayaa sadmah-e-yak-junbish-e lab se Ghalib naa-tavaani se hariif-e-dam-e-issi na hua ~Ghalib مر گیا صدمۂ یک جنبشِ لب سے غالب نا ت...
-
Aadat (Khoo) aadatan tum ne kar diye waade aadatan ham ne aitbaar kiyaa [Gulzar] aadat sii banaa lii hai tum ne to "Munir" ap...
-
Raha Gar Koi Ta Qayamat Salamat Phir Ik Roz Marna Hai Hazrat Salamat (GHalib)
-
-
Aate Hai'n Gaib Se Yeh Mazame'n Khayal Me'n Ghalib Sarir-e Khamah Nava-e Sarosh Hai (These themes come into my mind from t...
Friday, February 15, 2013
badan me.n aag sii cheharaa gulaab jaisaaa hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment